Discover | Translate | Share

A universe of shayari, curated by emotion.

Browse new verses, save your favorites, and translate poetry between Hindi, English, and Urdu without losing the soul.

Latest Shayaris

Browse all shayari

General ·

Untitled

Hindi

Neend bhi neelaam ho jaati hai bazaar-e-ishq mein Itna aasaan nahi hota kisi ko bhool kar so jaana

by @adminoflafzloom

General ·

Untitled

Hindi

نیند بھی نیلام ہو جاتی ہے بازارِ عشق میں اتنا آسان نہیں ہوتا کسی کو بھول کر سو جانا

by @adminoflafzloom

General ·

Untitled

Hindi

Guzar jaaye ga ye daur bhi Ghalib zara itminaan to rakh
Jab khushi na thehar saki, to gham ki kya auqaat hai

by @adminoflafzloom

General ·

Untitled

Hindi

Jitna marzi saanp ko doodh pila le mere dost, Jo doodh pilaye usi ko das lete hain

by @adminoflafzloom

General ·

Untitled

Hindi

Tairay baghair guzaara nahi hai kisi soorat Usay yeh batane se baat bigar gayi hai

by @adminoflafzloom

General ·

Untitled

Hindi

Meri gumshuda cheezon mein Sab se mehngi cheez tumhari awaaz hai

by @adminoflafzloom