Browse

General Shayari

Explore the latest General shayari and poetry shared by Lafzloom writers.

Latest General Shayari

General ·

Untitled

Hindi

Zindagi hi toh tha, Barbaad ho gaya, Sapna hi toh tha, Chur-chur ho gaya!! Bharosha hi toh tha, Tut Gaya !! Mehnat hi toh tha, Bekaaar ho gaya!! Mohobbat hi toh tha, Adhura reh gaya!! Insaan hi toh tha, Tadap kar mar gaya!!

by @adminoflafzloom

General ·

Untitled

Hindi

Ek jaisi kitabon ke pannon mein farak toh zaroor hoga, par dekhne ki baat hai saheb jab gaur farmaya toh masla har ek wahi hoga

by @adminoflafzloom

General ·

Untitled

Hindi

मेरी खामोशी से भी शिकायत है उन्हें जो मेरे लफ्जों से रूठ जाते हैं॥

by @adminoflafzloom

General ·

Untitled

Hindi

Usne kuch kaha nahin humne bhi Kuch Suna nahin Shayad kuch kehna chahti thi kambakkht Dil ne Suna nahi ......

by @adminoflafzloom