Hai kuch aisi hi baat jo chhip si Warna kya baat kar nahin aati
by @adminoflafzloom
Browse
Explore the latest General shayari and poetry shared by Lafzloom writers.
Hai kuch aisi hi baat jo chhip si Warna kya baat kar nahin aati
by @adminoflafzloom
Ujalon mein mil hi jaayega koi na koi Ghalib Talash usko karo jo andheron mein saath day
by @adminoflafzloom
Phir nahin bastay woh dil jo aik baar ujar jaayen Ghalib qabrein jitni bhi saja lo koi zinda nahin hota
by @adminoflafzloom
Guzar jaayega ye daur bhi Ghalib, zara itminaan to rakh Jab khushi na thehar saki, to gham ki kya auqaat hai
by @adminoflafzloom
Dard ho dil mein to dawa kijiye Dil hi jab dard ho to kya kijiye
by @adminoflafzloom
Mizaaj mein thodi sakhti lazmi hai Log pee jaatay samandar agar khara na hota
by @adminoflafzloom
Karne gaye thay usse taghaful ka hum gila Ki aik hi nigah ke bas khaak ho gaye
by @adminoflafzloom
بے خودی بے سبب نہیں غالب کچھ تو ہے جس کی پردہ داری ہے
by @adminoflafzloom
لہو میں دوڑتے پھرنے کے ہم نہیں قائل جب آنکھ ہی سے نہ ٹپکا ہو تو پھر لہو کیا ہے
by @adminoflafzloom
Waqt ne cheen li chehre ki chamak Ghalib Hum waise nahin rahe jaise hua karte thay
by @adminoflafzloom
وقت نے چھین لی چہرے کی چمک غالب ہم ویسے نہیں رہے جیسے ہوا کرتے تھے
by @adminoflafzloom
Meharban hoke bula lo mujhe chaho jis waqt Main gaya waqt nahin hoon ke phir aa bhi na sakoon
by @adminoflafzloom