General · Oct 25, 2026

Untitled

by @adminoflafzloom

Hindi

Kyun gardish-e-madam se ghabra na jaye dil Insaan hoon, pyaala o saagar nahin hoon main

General ·

Untitled

Hindi

Neend bhi neelaam ho jaati hai bazaar-e-ishq mein Itna aasaan nahi hota kisi ko bhool kar so jaana

by @adminoflafzloom

General ·

Untitled

Hindi

نیند بھی نیلام ہو جاتی ہے بازارِ عشق میں اتنا آسان نہیں ہوتا کسی کو بھول کر سو جانا

by @adminoflafzloom

General ·

Untitled

Hindi

Guzar jaaye ga ye daur bhi Ghalib zara itminaan to rakh
Jab khushi na thehar saki, to gham ki kya auqaat hai

by @adminoflafzloom