General · Oct 25, 2026

Untitled

by @adminoflafzloom

Hindi

Sukoon e qalb tum se hai, sukoon e jaan bhi tum ho Tajjub hai ke seene mein jahan dil tha wahan bhi tum ho

General ·

Untitled

Hindi

Neend bhi neelaam ho jaati hai bazaar-e-ishq mein Itna aasaan nahi hota kisi ko bhool kar so jaana

by @adminoflafzloom

General ·

Untitled

Hindi

نیند بھی نیلام ہو جاتی ہے بازارِ عشق میں اتنا آسان نہیں ہوتا کسی کو بھول کر سو جانا

by @adminoflafzloom

General ·

Untitled

Hindi

Guzar jaaye ga ye daur bhi Ghalib zara itminaan to rakh
Jab khushi na thehar saki, to gham ki kya auqaat hai

by @adminoflafzloom