Kyun gardish-e-madam se ghabra na jaye dil Insaan hoon, pyaala o saagar nahin hoon main
by @adminoflafzloom
Browse
Kyun gardish-e-madam se ghabra na jaye dil Insaan hoon, pyaala o saagar nahin hoon main
by @adminoflafzloom
Hathon ki lakeeron par na jaye Ghalib Naseeb unke bhi hotay hain jin ke haath nahin hotay
by @adminoflafzloom
Bazeecha-e-atfaal hai duniya mere aagay Hota hai shab o roz tamasha mere aagay
by @adminoflafzloom
Gham-e-hasti ka Asad kis se ho juz marg ilaaj Shama har rang mein jalti hai sahar hone tak
by @adminoflafzloom
Hazaroon khwahishein aisi ke har khwahish pe dam nikle Bohat nikle mere armaan lekin phir bhi kam nikle
by @adminoflafzloom
ہزاروں خواہشیں ایسی کہ ہر خواہش پہ دم نکلے بہت نکلے میرے ارمان لیکن پھر بھی کم نکلے
by @adminoflafzloom
Rekhta ke tumhain ustad nahin ho Ghalib Kehte hain aglay zamane mein koi Mir bhi tha
by @adminoflafzloom
Maut ka aik din moayyan hai Neend kyun raat bhar nahin aati
by @adminoflafzloom
Ranj se khugar hua insaan to mit jaata hai ranj Mushkilein mujh par parin itni ke asaan ho gayeen
by @adminoflafzloom
Unke dekhay se jo aajati hai munh par ronaq Woh samajhte hain ke beemar ka haal achha hai
by @adminoflafzloom
ان کے دیکھے سے جو آ جاتی ہے منہ پر رونق وہ سمجھتے ہیں کہ بیمار کا حال اچھا ہے
by @adminoflafzloom
دل ناداں تجھے ہوا کیا ہے آخر اس درد کی دوا کیا ہے
by @adminoflafzloom