Dukh de kar sawal karte ho Tum bhi Ghalib kamaal karte ho
by @adminoflafzloom
Browse
Dukh de kar sawal karte ho Tum bhi Ghalib kamaal karte ho
by @adminoflafzloom
Aadhi raat hai ab wahan koi nahin hoga Aao Ghalib uski deewar choom aate hay
by @adminoflafzloom
Sukoon e qalb tum se hai, sukoon e jaan bhi tum ho Tajjub hai ke seene mein jahan dil tha wahan bhi tum ho
by @adminoflafzloom
سکون قلب تم سے ہے سکون جاں بھی تم ہو تعجب ہے کہ سینے میں جہاں دل تھا وہاں بھی تم ہو
by @adminoflafzloom
abb may samja tairay rukhsar pay till ka matlab dawlat-e-husan pay darbaan bita raka hay
by @adminoflafzloom
Fasla itna ke usko dekh bhi nahi sakta Qurbatein aisi ke woh rag rag mein rehti hai meri
by @adminoflafzloom
دور رہ کر بھی جو سمایا ہے میری روح میں پاس والوں پر وہ شخص کتنا گہرا اثر رکھتا ہوگا
by @adminoflafzloom
Pyar se naam nahi lete ke sun na le koi Dil hi dil mein hum tumhein bohot yaad karte hain
by @adminoflafzloom
Aisa dooba hua ho teri yaadon ke samandar mein Dil ka dhadakna bhi ab tere qadmon ki sada lagti hai
by @adminoflafzloom
Mana ke jald baaz bohot ho main ae mere humsafar Par tumhare khawab khoob tasalli se dekhta hoon
by @adminoflafzloom
Ye aarzu hai ke main tujhe khud se zyada chahoon Main rahoon ya na rahoon meri wafa yaad rakho ge
by @adminoflafzloom
Kuch cheezein sukoon deti hain Aur tumhara chehra hi usi mein pehl rakhta hai
by @adminoflafzloom